Friday, October 21, 2011

1920 Hindi Movie Lyrics - Tujhe Main Pyar Karu Song Lyrics


Movie : 1920
Song : Tujhe Main Pyaar Karu
Singer : Kailash Kher
Music Director : Adnan Sami
Lyricist : Sameer


Tujhe main pyaar karu aur itana pyaar karu
tujhe main pyaar karu aur itana pyaar karu
ke jab talak main jiyu sirf tera intzaar karu
tujhe main pyaar karu aur itana pyaar karu

dilon ki baat nahi jaanate, yeh sab jubaan waale
wafa ko jurm samajhate hai yeh sab jahaan waale
agar yeh jurm hai toh yeh jurm baar baar karu
ke jab talak main jiyu, tera intzaar karu
tujhe main pyaar karu aur itana pyaar karu
tujhe main pyaar karu aur itana pyaar karu
ke jab talak main jiyu, sirf tera intzaar karu
tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu

teri khushi na ho shaamil toh phir khushi kya hai
tere bagair jo gujare woh jindagi kya hai
kayi sadi mein tere pyaar pe nisaar karu
ke jab talak main jiyu tera intzaar karu
tujhe main pyaar karu aur itana pyaar karu
tujhe main pyaar karu aur itana pyaar karu
ke jab talak main jiyu, sirf tera intzaar karu
tujhe main pyaar karu, aur itana pyaar karu

No comments:

Post a Comment