Friday, October 21, 2011

Vaada Tumse Hain Vaada - 1920 Movie Songs Lyrics


Movie or Album: 1920
Song: Vaada Tumse Hai Vaada
Singer : Pandit Jasraj
Music Director : Adnan Sami
Lyricist : Sameer


Vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
janmo ka pyaar ka .. dard ka o... saathiya
Vaada tumse hai vaada ho vaada tumse hai vaada
janmo ka pyaar ka .. dard ka o... saathiya
vaada vaada vaada vaada vaada.........

meri palko mein tere sapno ka ghar hai
mere iss dil mein teri chaahat ka ghar hai
meri rag rag mein tu bas tera prem samaaya hai, samaaya hai
meri in saanson mein abb teri saanson ki sargam bajati hai
vaada tumse hai vaada, ho vaada tumse hai vaada
janmo ka, pyaar ka
dard ka o... saathiya

jina bhala kya iss duniya se darke ho.....
yu hi rakhunga main baahon mein tujhko bharke
tere sajade mein hi sar ko hamesha jhukaaya hai, jhukaaya hai
meri tasbiron ki bas tere rango ki maala sajadi hai
vaada tumse hai vaada, ho vaada tumse hai vaada
janmo ka, pyaar ka

vaada vaada saathiya saathiya.....

No comments:

Post a Comment